ExpertDr Bandana JoshiAyurvedic Physician4 years agoA. Few kids don’t like rice so you can give rice in the form of idli dosa uthapam kheer and even rice flour can ge used in making chapatis and give wheat suji and other millets
POOJA GOSWAMIMom of 2 children4 years agoA. Toddlers bahut fussy and picky eaters hote hain and they take time kuch bhi new introduce kiya jaye unki diet mein toh. Agar baby rice nahi eat karti, toh try karein ki use mixed form mein dein so that usse pata nahi chale ki woh rice eat kar rahi hai. Foods like mixed vegetable soup with rice, khichdi, rice idli, kheer, etc. feed karein. Aap rice powder bhi use kar sakte hain and foods mein mix karke feed kar sakte hain. Sometimes, babies ko food se zyada usko dekhar kar problem hita hai, isliye aise feed karein ki usse pata nahi chale ki woh rice kha rahi hai.
Post Answer