Author of questionMom of a 3 yr 11 m old boy2 years agoA. hello .
aap ka reply dekh kar Acha laga . magr my telangana me raheti hoo . Kiya aap mujhe Bata sakti Hai ke aap ku ye therapy karane ke ketna amount laga total. monthly fee ketni hoti hai aur kis age se haam lakar jana hota hai bacche ku . Kiya haam bhi bacche ke Saat therapy center ja sakte hai . plz mere question ka reply de
FORUM PATELMom of a 7 yr 4 m old boy2 years agoA. Hello..
Autism bimari nhi h bs ek condition h jo therapy se control ki jaa skti h, aapne moderate autism bataya to fir aapne uski therapy start krva di hogi. Occupational therapy and Speech therapy is most required therapis. Time ka atleast 1-2 yrs mein kaafi jyada fark aa jayega, regularly therapys k liye gye to and grasping power bache ka acha ho to.
Ise bimaari na smjh k ek condition samjh le jo waqt k saath thik ho jayega with help of therapys. mere bete ko bhi mild autism mein 15 months therapy krvayi thi ab thik h, kbhi kbhi kuch traits dikh jate h but control kr skti hu main ab usko. Kabhi bhi jrurt ho contact me on forum.trinity23@gmail.com
Ankita MehtaMom of a 9 yr 1 m old girl2 years agoA. hi
not specific time for this
depends on child
so please take necessary follow ups from your treating doctor
please avoid to allow watching TV mobile or any other gadgets
instead of it, please spend quality time with your child
Post Answer