Divya DiwakerMom of a 10 yr 10 m old boy3 years agoA. Hello mam
Bache aam taur pe khane mein fussy hote hai.. bacho ko khane mein variety chahiyeh hoti hai , woh same khana nai kha paate …
Khane k alawa pet theek se saaf na hona, koi dawa ya koi digestive problem bhi bhoonk ko kar deti and bacha khana nai karta toh pehle yeh issues solve kariyeh agar hai toh
Ghar ka bana khana bacho ko alag se present kariyeh jaise plain dal chawal k jaga masala khichdi ya roti k roll ya roti pizza ya vegetable panner pulao ya oats khichdi, idli, milkshakes , dry fruit ladoo bhi de sakte
Khane k liye bache ko force na kare
Har 3 hrs mein thoda thoda khaye ek sath bahut na khilaye
Nihita mittalMom of 4 children3 years agoA. good morning is important to find out the reason why the child is not want to eat is it because of lack of appetite simply is it because of lack of interest in the taste or because of the fact that the child might be constipated
Post Answer