Ankita MehtaMom of a 9 yr 11 m old girl8 months agoA. ji ,aapki bat me samaj rahi hu , issi karan mene sardi ko thik krne k liye jo sujav diya he wo aapko helpful ho aur aap aur aapka baby dono swasth aur healthy ,khush rho.
Author of questionMom of a 6 m old child8 months agoA. Maine kal doctor se visit Kiya tha to mam ne kaha ki abhi tak thik ha. lekin Sardi khasi ko jald se jald thik Karo. pressure parne par takleef ho sakti ha waisa. to maine puchha ki kya kya medicine thik tarah se lene par thik ho jayega to unhone kaha ki thik to ho jana chahie.phir bhi unhone kaha ki sab kuchh try Karo aur khatam karo jaldi is Sardi khasi ko. to aap boliye aur kya kya karna hoga?mam
Ankita MehtaMom of a 9 yr 11 m old girl8 months agoA. hi
ji , behtar honga ki aap apne gynec se ek bar janch krva le.
yadi white discharge k sath ,jalan ,ya khujli , redness , sujan kuchh bhi he to turant apne gynec se mile .
apne aap ko achhe se hydrate rakhe.
sardi khasi ki problem ko kum kr ne k liye , aap garam pani ,thodi si haldi ,tulsi k kuchh patte ,namak dal k ek kadha bna k pi shkte ho
Post Answer