Dr Vandan H KumarFather of a 7 yr 4 m old boy1 Year agoA. chinta mat kijiye aur sab bacche कभी-कभी thoda kam khelte hain lekin yah apne aap theek ho jaega bus bacche ke sath interact kijiye aur अलग-अलग jagah per lekar jaaiye to bacche ko bhi achcha lagega
Srushti KulkarniMom of a 1 yr 7 m old boy1 Year agoA. Mera beta bhi abhi 6 months ka hai. vo bhi aise hi cranky aur irritated reh raha tha because of teething process. Teething ka sign hai bahut jyada ungli muh me dalna, laar tapkana, low grade fever bhi ho sakta hai. To me filhal usko jab vo jyada cranky hota hai to ek saaf cloth ko thoda der fridge me rakh ke (5-10 min) jisse vo bahut jyada thanda na ho aur fir usse apne ungli me laga ke uske gums ko massage kar deti hu to fir usko relief mil raha hai ab. Aap teether bhi try kar sakte hai. Bas usko proper sterilise kare.
RashmiMom of a 11 yr old girl1 Year agoA. हो सकता है आपके बच्चों के दाँत आ रही इस वजह से परेशानी की वजह से आपका बच्चा परेशान हो गया इससे सोने रहा इधर उधर पर लगता रहता है कई बार ज़्यादा भूख लगने की वजह से भी ऐसा होता तो देखिए बच्चे को क्या परेशानी यदि आपको समझ नहीं आता तब 1 बार डॉक्टर से जाँच करवा ली जब आपको सही सलाह दे पाएंगे बच्चे की जाँच करने के बाद Enter Your Answer Here
Post Answer