HomeQuestions & AnswersAsk The Expert
Hello....jese ki mene apko pichle question me btaya tha ki mere bete ko 1 month 7 days ho gye hai aj bukhar aaye hue, and uski spleen and liver enlarged hai, pehle dctr se 10 din treatment ke baad, mene dctr change krke dusre ko dikhaya 23 rd June ko, 3 days admitt and 3 days morning and evening drip chadne ke baad bhi or 2 weeks se dusre docter ke paas se medicine lene ke baad bhi, bukhar kyu thik nhi hora hai mere bete ka, I m very very upset, abhi jis dctr se treatment chlra hai, vo baccho ka bhot accha dctr hai, pehle bhi 2 years pehle mere bete ko isi time fever tha, or test wagera hue the to taunsil ki wjh se fever lamba rha jiske karan liver bad gye the bacche ke, thodi bhot yhi prblm thi, to one month se upr ho gya tha, yhi ke treatment se thik hua mera baccha. but is bar bhi same situation hai,fark itna hai ki pichle bar liver bade hue the mere bete ke or is bar bacche ka liver ke sath spleen bhi bada hua hai but baccha ka fever kyu nhi utar rha hai... starting reports me thoda kam jada tha sab, but second time report bilkul normal thi,
Docter ne pichle Wednesday ko 5 days ki medicines di thi ki thik ho jaye isse, or Checkip pe aana Tuesday ko, but koi fark nhi lgra, fever vese ka vese hi hai, mujhe bhot dar lgra hai ki Ab dctr kya bolenge, I m very worried, plz kuch apne experience suggest kijiye😞
Want to share your parenting queries and get answers
Get Solutions and advice from other parents and experts
Ask a QuestionMom of a 5 yr 7 m old boy1 Year ago
Q.
Ask The Expert Hello....jese ki mene apko pichle question me btaya tha ki mere bete ko 1 month 7 days ho gye hai aj bukhar aaye hue, and uski spleen and liver enlarged hai, pehle dctr se 10 din treatment ke baad, mene dctr change krke dusre ko dikhaya 23 rd June ko, 3 days admitt and 3 days morning and evening drip chadne ke baad bhi or 2 weeks se dusre docter ke paas se medicine lene ke baad bhi, bukhar kyu thik nhi hora hai mere bete ka, I m very very upset, abhi jis dctr se treatment chlra hai, vo baccho ka bhot accha dctr hai, pehle bhi 2 years pehle mere bete ko isi time fever tha, or test wagera hue the to taunsil ki wjh se fever lamba rha jiske karan liver bad gye the bacche ke, thodi bhot yhi prblm thi, to one month se upr ho gya tha, yhi ke treatment se thik hua mera baccha. but is bar bhi same situation hai,fark itna hai ki pichle bar liver bade hue the mere bete ke or is bar bacche ka liver ke sath spleen bhi bada hua hai but baccha ka fever kyu nhi utar rha hai... starting reports me thoda kam jada tha sab, but second time report bilkul normal thi, Docter ne pichle Wednesday ko 5 days ki medicines di thi ki thik ho jaye isse, or Checkip pe aana Tuesday ko, but koi fark nhi lgra, fever vese ka vese hi hai, mujhe bhot dar lgra hai ki Ab dctr kya bolenge, I m very worried, plz kuch apne experience suggest kijiye😞
Answer
Follow
Report Abuse
Share

1 Answer

A. Agar blood report normal Hai To Chinta mat kijiye. 5 din ke bad doctor se FIR miliye aur report fir se karvaiye Kyunki कभी-कभी Kafi Sare infection Hote Hain Jo Samay ke sath Jyada theek se evolve hote hain ful stop bahut bar blood report ke sath x-ray aur sonography bhi Karana padta hai ki Sharir Mein dusri Koi Jagah infection Hai Ki Nahin vah dekhne ke liye ful stop aap infection specialist ki Rai bhi le sakte hain Agar aapke area Mein vah Hai To
1 Like
Report Abuse
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT
SIMILAR QUESTIONS
Guardian of a 8 m old boy
Answer
Follow
Report Abuse
Share

Mom of a 5 yr 10 m old girl

Answer
Follow
Report Abuse
Share

Father of a 1 yr old girl
Answer
Follow
Report Abuse
Share

Mom of a 2 m old girl
Answer
Follow
Report Abuse
Share

ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT
Mom of a 3 m old boy
Q. mene apne baby ko 3 month ka vaccination krvaya tha yesterday to me usko aj nahlaa skti hu kya
Read More
Answer
Follow
Report Abuse
Share

Mom of a 1 m old girl
Answer
Follow
Report Abuse
Share

Mom of a 4 m old boy
Answer
Follow
Report Abuse
Share

Mom of a 3 yr 9 m old boy

Answer
Follow
Report Abuse
Share

ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT
Mom of a 7 m old boy
Answer
Follow
Report Abuse
Share

SUGGESTED ARTICLES
Do you know any solution to this question?Let’s go to the app - To help out fellow parents & to get answers to your questions
Add An Answer
Add An Answer
Add An Answer
Ask a Question
This question is being asked for:
Your identity will not be revealed
POST
Post Answer