ExpertDr. Garima VermaDentist4 years agoA. Aap nipple shield use kar sakte ho ya fir aap pump karke bottle main de sakte ho. but dhyaan rahe dono he cheezain properly sterilized ho.
Baby k gums ke massage karo and teethers den chew karne k liye.
brush karvana bhi start karde abhi se he.
Author of questionMom of 2 children4 years agoA. usko teeth nahi aaya abi abise brush karana hoga? cheesoko mouth me rakake katati rahti hain
Sunita MahatoMom of 2 children4 years agoA. dear babies teething ke time pe issa krte hai..
aap baby ko teething ke liye..
calcarae phosphorus, a homeopathy medicine for teething, calcarae phosphorus helps in easing teething effects as teething fever loose motion green stool..
aap gums pe wet cloth rkhe as to ease the teething pain..
Post Answer