ExpertNiharika PandeyPediatric Dentist3 years agoA. Hi
ye sb common signs hai teething phase k
aap bacche k gums ko clean finger tip se gently massage kare isse teeth ko erupt hone me help hogi aur bacche ko relief milega
Author of questionMom of 2 children3 years agoA. ma'am, teething ki vajah se baby kuch khata nahi hai. baby bahut week ho gaya hai. iske liye kya kare
POOJA GOSWAMIMom of a 10 yr 6 m old girl3 years agoA. During teething, mostly babies foods resist karte hain because unke gums mein bahut itching hoti hai. Try karein ki aap regularly clean finger or cotton cloth se gums massage karein or chilled teether dein chew karne ke liye. Easy to swallow foods dein and overfeed nahi karein. Yeh ek phase hai jisse every baby ko face karna padta hai.
Post Answer